Goldie Sohel – Roki Na Lyrics
Roki Na Lyrics
Bas chalta jo mera, chhodta na saath tera
Chal yaara, khatam hua do pal ka saath tera
Chaahta tha saath rehna umr-bhar
Qismaton ko na saka main badal
Ajj mainu roki na tu, roki na
Ajj mainu jaan de, roki na tu, roki na ve
Ajj mainu roki na tu, roki na
Ajj mainu jaan de, roki na tu, roki na ve
Baatein hain baaqi saari, kya-kya batayein?
Hasayein tujhe ya khud ke aansu chhupayein?
Saansein saath lene waale reh gaye akele
Ja raha hoon yaadein teri main safar mein leke
Hum laut na paayein shayad
Phir mil na paayein shayad
Tum aise ro'oge toh
Hum ja na paayein shayad
Ajj mainu roki na tu, roki na
Ajj mainu jaan de, roki na tu, roki na ve
Ajj mainu roki na tu, roki na
Ajj mainu jaan de, roki na tu, roki na ve
Ja raha hoon, teri yaadein lekar ja raha hoon
Jaane de, jaane de, jaane de, jaane de
Ajj mainu roki na tu, roki na
Ajj mainu jaan de, roki na tu, roki na ve
Lyrics sourced via LRCLIB, contributed by its community.
